eb

Monday, November 3, 2008

send me sms 3

SEND ME SMS SMS


Ur validity of being my friend
Ur validity of being my friend is going 2 b expired today,plz recharge ur friendship immidetly by delivering 4-5 sweet & cool msgs.So hurry


Zindagi behaal hai sur hai na taal hai(In Urdu)
Zindagi behaal hai sur hai na taal hai, kya aap ki sms factory mein hardtaal hai? kuch sms toh bhejo yaar meri mobile ki zindagi ka sawaal hai!By


Hat me hai tera Mobile Phone,(In Urdu)
Hat me hai tera Mobile Phone,
Balance ka bhi nahi Tension,
Phir kiyo nahi karte Sms ya Phone..
'Award Wining' Kanjus Tu..Without Competition!!


Roshni deker doob jana koi suraj se seekhey..(In Urdu)
Roshni deker doob jana koi suraj se seekhey..
Dil deker dard lena ki humse seekhey..
kuch na deker Dil lena koi unse seekhey..
SMS leker REPLY na kerna koi Appse seekhey..!


mulk ki bhi 1 sarhad hoti hai,bachay ki bhi (In Urdu)
mulk ki bhi 1 sarhad hoti hai,bachay ki bhi 1 zid hoti hai or kitna intezar karoon tere sms ka arey yaar kanjoosi ki bhi koi hudddd hoti hai.


Kanjus eke Kanjush....(In Urdu)
Kanjus eke Kanjush....
Kanjus dune Makkhichus...
Makkhichus tina....U


Kya leke aye they,(In Urdu)
Kya leke aye they,
Kya lekar jaoge,
Mujhe SMS na karke,
Zalim kitne Paise Bachaoge!


kali se phul banane me kitna(In Urdu)
kali se phul banane me kitna waqt lagta hai,
lehro ko kinaro se milne me kitna waqt lagta hai
mobile hai to kar do na sms
karne me kitna waqt lagta hai..


Kya kar rahe ho?(In Urdu)
Kya kar rahe ho?
Busy ho?
Kitne busy ho?
Thode ho? ki
bahut ho?
Agar thoda ho to
sms kyo nahi karte ho? aur
agar zyada ho to,
sms kyo padh rahe ho??


Ai, HUDA, Jo log mujhe sms(In Urdu)
Ai, HUDA, Jo log mujhe sms nahi karte unka mob. kho jaye!

Labels: ,

0 Comments:

Post a Comment

Subscribe to Post Comments [Atom]

<< Home