eb

Monday, November 3, 2008

urdu sms 22

Urdu SMS


Aap ko miss karna roz ki baat hai,yaad karna aadat ki baat hai,aap se door rehna kismat ki baat hai,magar aapko jhelna himmat ki baat hai


Jaane kya mujhse zamana chahta hai, Mera dil todkar mujhe hasana chahta hai, Jaane kya baat jhalakti hai mere chehre se, Har shaks mujhe aazmana chahta hai...


jab zindagi mein tu nahin thi, hame jeene ki zustzu nahin thi, saans lee na un hawaaon mein, jinmein yaar ki khushbu nahin thi, tere dil ki tammmana thi mujhe, tere jism ki aarzoo nahin thi..!!!


Na jaane kyu abhi ek ansu ankh se chalka shayad dil ko tumhari yaad ayi,chahat hai itni tumse milne ki, ke haste hue bhi ankhen bhar ayi....


Boolna tumhe na assan hoga.jo bhoole tumhe woh nadaan hoga.aap to baste ho rooh main hamari.aap humain na bhoolein ye aapka ehsaan hoga.


ki thi suruaat ek choti si mazak se.. mazak dard ban jayega ye malum na tha.. samajhte the jise hum apna YAAR.. wo ek din PYAR ban jayega ye malum na tha..


waqt ki anch mein pathar bhi pighal jate hai, khushi ke lamhe gum mein badal jate hai, kaun karta hai kisi ko yaad, waqt ke saath khayalat badal jate hai.


hum wo nahi jo bhul jaya karte hai, hum wo hai jo dosti nibhaya karte hai. door reh kar milna shayad mushkil ho, par yaad ban k saanso me bas jaya karte hai.


Ek sms roz,Keep the frinds close.1 din me panch,Dosti pe na aye aanch.1 din me dus,mile yari ka ras.1 din me bees yaar tang mat kar please:)


E dost teri dosti k liye duniya chod denge,teri traf aye tufan ko mod denge,lekin tune jo sath choda,kasam se teri haddiyan tod denge!!

Labels: ,

0 Comments:

Post a Comment

Subscribe to Post Comments [Atom]

<< Home