eb

Monday, November 3, 2008

urdu sms 29

Urdu SMS


Lamhe ye sunhare kal sath ho na ho.kal me aaj jaise baat ho na ho par teri yadon k hasin pal dil me rahnge tamam umar.. Chahe phir se mulaqat ho na ho.


Yadein teri rakh di hai sambhalkar,dur kahi is dil se nikalkar.sab kùch to vapas le liya hai apne dur jakar,in yadon ko bhi le jana kisi roz aakar..


Dil Armano Se Housefull Hai, Poore Honge Ya Nahi Ye Doubtfull Hai, Is Duniya Mei Har Chiz Wonderfull Hai, Per Zindagi aap Jaise dost Se Hi Beautiful hai


chale gaye the dur ek pal ke liye, magar apke dil ke karib the har pal ke liye. kaise bhulenge aapko ek pal ke liye, jab kho chuke hai khud ko har pal ke liye.


aise barsaat main.......teri yaad aati hai bahut, hawaon ke jhonke mein...tu tarpati hai bahut, har bund pe jaise...teri hi khushboo basi hai, barish ke.. is mausam mein tu satati hai bahut.


Aagar bhigne ka intna hi shaukh hai barish mein, toh dekho in ankhoo mein, baarish to har ek ke liye barasti hai, lekin yeh ankhen sirf tumhare liye baraste hain.


Kal khwab mei dekha tha tumhe... Sach hai.. tab maloom tha na hume... Khwaab mei hathon mei humare tumhara hath tha.. Khwaab tuta.. toh khamosh deewaro ka saath tha.. Uss ek ehsas ne neend uda di humari.. Saari raat guzar gayi jaagte hue humari.. Kaise bhool sakte hain hum.. uss haseen khwaab ko.. Kuch pal ke liye he toh jismei.. paya tha aapko...


Tanhai mei fariyad to kar sakte hai, Viraano ko aabad to kar sakte hai, Kya hua jo aapse mil nahi sakte, Lekin aapko dil se yaad kar sakte hai


Dil main kitna dard chupa kar baithe hain aakhon main aansoon chupa kar baithe hain yoon toh hothon par hasi hain, par kitni fariyaad chupaye baithein hain.


Hame bhi pyar karne ka khayal aaya, jab bhi yeh socha toh khud ko akela paya, dhoondhte rahe is duniya main humsafar, kisi ko bewaffa kisi ko dhokhe baaz paya..

Labels: ,

0 Comments:

Post a Comment

Subscribe to Post Comments [Atom]

<< Home