eb

Monday, November 3, 2008

urdu sms 43

Urdu SMS


Har subha ki dhund kuch yaad dilati hai, har phool ki khoshboo ek Jadoo jagati hai, chaho na chaho kitna bhi par, aapki yaad aa hi jati hai.


Har raat ke chaand par hai noor apse, har subah ki oas ko hai gharoor Apse, hum kehana to nahi chahte lekin, mar jayenge rehkar door apse...


Karz dostika ada kaun karega? dost na ho to dosti kaun karega? ai khuda mere Doston ko salamat rakhana warna meri shaadi me dance kaun karega????


Ishq itna mat karo ki who tumahari kamjori ban jaaye. Ishq aisa karo ki tumse pyaar karma uski mazboori ban jaaye.


Ek lamhe mein unhone hamari zindagi sawar di, Ek lamhe mein unhone hamari zindagi ujaad di. Kusur unka nahi hamara tha, Jo un do lamhon mein humne apni zindagi guzardi.


2 kadam to sab chal lete hai, Par zindagi bhar ka saath koi nahi nibhata. Agar ro kar bhulai jaati yaadein, To has kar koi gum na chupata.


Mere jeene ke liye tera armaan hi kaafi hai. Dil ke kalam se likhi yeh dastaan hi kaafi hai. Teer-e-talwaar ki tujhe kya zaroorat aye nazneen, Qatl karna ke liye teri muskaan hi kaafi hai.


Usko chaha bhi to izhaar na karna aaya, Kat gayi umar, humein pyaar na karna aaya, Usney manga bhi agar kuchh to judaai maangi, Aur hum they ki hamein inkaar bhi na karna aay


Zindagi sabko mile zaruri to nahi Pyar sabko mile zaruri to nahi Kuch log bahuth yaad athe hain Zindagi mein, Woh bhi hume yaad karein Zaruri to nahi


Baago main phool khilte rahenge, Raat ko deep jalte rahenge, Dua hai yehi hamari khuda se, Aap khush raha kare, Baaki taklif to hum dete rahenge.

Labels: ,

0 Comments:

Post a Comment

Subscribe to Post Comments [Atom]

<< Home