urdu sms 36
Urdu SMS
Tanhai hai pyar mein, barbadi hai pyar mein, aasu hai pyar mein, bebasi hai pyar mein, gum bhi hai pyar mein, haar bhi hai pyar mein, hamein sab pata hai lekin kya kare hum bhi hai pyar mein.
Sabne kaha dosti ek dard hai, humne kaha ye dard kabul hai. sabne kaha is dard ke saath jee nahin paoge, humne kaha teri dosti ke saath marna bhi kabul hai
Jaise aap hamare na ho sakthey Hum kisee aur ke na ho sakenge Pyaar Nahin Kiya apna dil diya hai Ek pal bhi aapko bhula na payenge.
Aaj apne aap se khafaa hoon...... jo uske chere ki madhoshiyaan na pad saka, par kya karoon uski yaad me aisa khoyaa ki uski muskurahat ke peeche ki shararat na pad saka.
Aaj kuch khas baat to jaroor hai ...... jo aap itne madhosh huwe ja rahe hain..... kahin ye bin piye jaam ka nasha to nahin.. jo aap itne Ashiq mizaz huwe ja rahe hain
Aapke shahar ka har mausam suhana lage, Ek shaam chura loon aapki agar bura na lage, Aap chahe bhula de hume ek pal me hi, Aapko bhulane me shayad hume jamana lage.
aapne dushman se hi dil laga baithe Unki Saadgi se fareb kha baithe Pattharon se tha Apna rishtaa.. Phir bhi Shishe ka Ghar bana baithe
Bahut khushnooma kal ki Raat guzri hai Kuch tanha par kuch khaas guzri hai Na neend aayi na Khwaab koi Bas aap hi ke khayalon ke saath guzri hai
jis shaam mein mere lab per aapka naam na aaye, khuda kare ki kabhi aisi shaam na aaye, ae jaane wafa yeh kabhi mumkin nahin ki, afsaana likhoon aur aapka naam na aaye.
Lamho Lamho per Khwaab Likhoonga, Apni zindagi per kitaab likhoonga, Aapki gardan (neck) to phoolon ki tehni, Aur aapke chehre ko gulab likhoonga.

0 Comments:
Post a Comment
Subscribe to Post Comments [Atom]
<< Home