eb

Monday, November 3, 2008

urdu sms 32

Urdu SMS


Arz hai pyar chupta nahi ankhen chupane se, dil rukta nahi kisi k samjane se.Ruk jati hai dhadkan tujhe bhul jane se,hum tujhe yaad karte hai jeene k bahane se


Saans lene se bhi aapki yaad aati hai, Saans na lenese meri JAAN jati hai,kaise kahu k sirf saans se mai jinda hun jabki saans se pehle aapki yaad aati hai..


Bagair jane pehchane ikrar na kijiye, muskura kar dilo ko bekar na kijiye, phool bhi de jate hai zakham gahere kabhi kabhi, har phul par yu aaitbar na kijiye


Hun aakash taleey fir bhi, kyo ghutan nahi jati. Chehre pe aa gai jo, kyo shikan nahi jati. Lo chand ne bhi thanli hai dushmani humse, kyo CHANDNI mere ghar aangan nahi aati..


"YE DOSTI KE RISHTE BHI KITNE AJEEB HOTE HAI... SAB APNE APNE NASEEB HOTE HAI.. RAHTE HAI JO NIGAHO SE DOOR.. WAHI DIL KE KAREEB HOTE HAI..."


Arz hai:Dil ke angan se chand ka didar ho gaya,mai divana ho gaya,chand badalo mai kho gaya,maine badal hatne ka intjar kiya,tabtak chand kisi aur ka ho gaya..


Tumhari is ada ka kya jawab du, apne dost ko kya uphar du,koi acha sa phool hota to mali se mangwate, jo khud gulab hai usko kya gulab du...


Palkon me qaid kuchh sapne hai... kuchh begane kuchh apne hai... na jane kya KASHISH hai in khayalon mai... woh gair hoke bhi kitne apne hai...


Hume apne dil mein basaye rakhna,hamari yaadon ke chirag jalaye rakhna,bahut lamba hai safar zindagi ka mere döst,ek hissa hume bhi banaye rakhna.


Zamane se kab ke hum gujar gaye hote, thokar na lagi hoti bach gaye hote, bandhey the to bas tere dosti ke dhage mai, warna kabke motiyo jaise bikar gaye hote..

Labels: ,

0 Comments:

Post a Comment

Subscribe to Post Comments [Atom]

<< Home