eb

Monday, November 3, 2008

urdu sms 5

Urdu SMS


Ek alag si pehchan banàne ki aadt hai Hùme Zakhm hö jitna gehra utna muskurane ki adt hai Hùme Sab kùch luta dete hai Dösti me Q k Dösti nibhane ki adat hai hume


Kisi ko apni khubiyo ka ehsas nahi hota, Aap jaise dosto ka milna itfak nahi hota, Achha kuchh kiya hoga hamne, Varna aap ho sath hamare, Ye visvas nahi hota.


E Dost tere honthon ki kabhi muskuraht na jaye,tere palko me kabhi aansu bhi na aaye, teri rah me pade hoon kante jo kabhi, main hath rakkhun aur tu guzar j aye.


Der raat jab kisi ki yad sataye, thandi hawa jab zulfon ko sahlaye, karlo aankhe band aur so jao, kya pata jiska hai khyal wo khwabon mein aa jaye.


agar hamara saath nahi nibhana hai aapko to hume aise muskurane par mazaboor na ki jiye, has kar bahot baar roya hai humne aaj phirse rone par mazaboor na ki jiye


Kismat mei jiske aap usey zindagi se kya chahiye, Dhadkan mei jiske aap usey duniya se kya chahiye, Hum to jeete hai apke liye, Warna in sanso se kya chahiye


Ankho mein kyun ansu chalak jate hain, tanhayion mein kyun gham yaad ate hain, ansu pochkar koi batade humme, bhul jane wale aksar kyun yad aate hai


WHO INKAR KARTE HAI IKRAR KE LIYE, NAFRT BHI KRTE HAI TO PYAR KE LIYE, ULTI CHAL CHALTE HAI YE ISHQ KRNE WALE, ANKHEN BAND KARTE HAI DIDAR KE LIYE


Ek Tamannaa hai iss Fakeer ke paas, Lagaana meri Tasveer Apni Tasveer ke paas, Taa ki log dekhe toh kahein... Hai Ranjhaa apni Heer ke Paas.


Na muskuraane ko ji chahta hai na aansu bahaane ko ji chahta hai. aur kya likhun aapki yaad mein. bas aapke paas aane ko jee chahta hai...

Labels: ,

0 Comments:

Post a Comment

Subscribe to Post Comments [Atom]

<< Home