eb

Monday, November 3, 2008

urdu sms 6

Urdu SMS


Dosti ki andekhi surat ho aap, kisi ki zindagi ki jarurat ho aap. Khubsurat to phool bhi bahut hai, par mere liye phoolo se bhi jyada khubsurat ho aap.


Dil chahe dekhna unhe to batao aankho ka kya kasoor. Har pal mahsoos ho jo unki khushbu to, sanson ka kya kasoor. Vaise to har khwab pooch ke nahi aate, maga r har roj unka khwab aaye to raton ka kya kasoor.


Lamha lamha waqt gujar jayega. 7 fero k sath koi tumse bandh jayega. Abhi b wakt hai kisi ko chah lo. Kya pata kal kaun tumhare gale badh jayega.


Zakhm gahare nahi is dil ke, dard mein is kadar mithas na thi. Ye unki hi meherbani hai varna, zindagi is kadar udas na thi.


Aakh khulle te chehra meri jaan ka ho Aakh band ho te sapna meri jaan ka ho Main mar jayo te gham na ho par kafan mile to dupatta meri jaan ka ho..


Apnapan sikha kar juda ho gaye. Na socha na smajha khafa ho gaye, Duniya mein ab hum kisko apna kaheinge, vo bhi sab ki tarah bevafa ho gaye.


Lamhe ye sunhere kal saath ho na ho...kal main aaj jaisi baat ho na ho... yaado ke haseen lamhe dil me rahange....tamam umar chahe mulaqat ho na ho!


Mere haal pe unka muskurana gazab tha, Bina bat mujhe unka stana gazab tha, Milne ki baat chale to bahana bana dena, aur Bina vade ke unka aana gazab tha.


Chale ao hum yad karte hain, yeh woh gunah hai jo hum barbar karte hain, jala ke chirag hasratoonka dil mein, hum apke aaneka intezar karte hain.


Taj to banwaya shahjahan ne mumtaz k liye, sirf TAJ to pyar ka izhar nahi hota, duniya me jo TAJ nahi banwa sakte, unka pyar kya pyar nahi hota..

Labels: ,

0 Comments:

Post a Comment

Subscribe to Post Comments [Atom]

<< Home