urdu sms 7
Urdu SMS
Tara bola chand se, tum kitne khush naseeb ho, Jo tumhe sabhi yad karte hain,Aur hum kitne badnaseb hain ki log apni mang k liye hamare tutne ki fariyad karte hai...
Judai har pal yun mehsoos na hoti, kash wo itni majbur na hoti, waqt banaa deta hai insan ko bewafa warna mohabat itni mashhoor na hoti!
Taarif to sabhi karte hain mere sms ki, Magar sms ka jawab koi nahi deta,Hum to sabhi ko roz yaad karte hain, Par humein kabhi koi yaad hi nahi karta.
Kabhi tum bhi hamse bat kar liya karo milne ki faryad kar liya karo, ek hum hai jo har bar shuruat karte hai, kabhi tum bhi hame humse pehle yad kar liya karo.
Agar woh keh de HUM TUMHARE HAIN, toh hum sabko chhod kar unke ho jayenge. Agar woh keh de ki khawabo mein ayenge,toh khuda ki kasam umar bhar ke liye so jaa yege.
Diwana tumhe bhi bana denge, Dil me pyar ki shama jala denge. Raho chahe jitne bhi pathar dil banke, par Yaado Se apni tumko bhi rula denge..
Teri dosti mai khud ko mehfooz maante hai, Hum doston me tumhe sabse aziz maante hain, Teri dosti ke saye me zinda hain, Hum toh tumhe khuda ka taabiz maante hai.
Kabhi kisi se jikar-e-judaai mat karna.. Is Dil se kabhi ruswaai mat karna..jab dil uth jaye humse to bata dena..na bata kar bewafaai mat karna.
Hasrat hai sirf tume pane ki, or koi khwahish nahi is parwaney ki, shikwa mujhse nahi, khuda se karo,kya zarurat thi tume itna khoobsurat banane ki.
Shma Kehti Hai Mujhe Banaya Kisne, Jis Jis k Haath Laghi Mujhe Jalaya Usne, Woh Shma Kya Jise Koi Jalane Wala Na Ho, Woh Insaan Hi Kya Jise Koi Chahane Wala Na Ho..

0 Comments:
Post a Comment
Subscribe to Post Comments [Atom]
<< Home